♫musicjinni

Sachi Ye Kahani Hai - Kabhi Haan Kabhi Naa|Official Bollywood Lyrics|Udit |Amit Kumar

video thumbnail
"Sachi Ye Kahani Hai' from 'Kabhi Haan Kabhi Naa' features Amit Kumar, Udit Narayan and Vijeta Pandit's voices. It is an entertaining yet moving song where Shah Rukh Khan meets the Godfather in this one of a kind song. The film is a Bollywood romantic comedy directed Kundan Shah starring Suchitra Krishnamoorthi and Deepak Tijori along with Shah Rukh Khan. The song is sung by Vijayata Pandit, Udit Narayan and Amit Kumar and the music is composed and directed by Jatin-Lalit.

Song Name - Sachi Ye Kahani Hai
Movie - Kabhi Haan Kabhi Naa
Singer - Amit Kumar, Udit Narayan & Vijeta Pandit
Composer - Jatin Lalit
Lyricists - Majrooh Sultanpuri
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

© 1999 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Subscribe:

Vevo - https://www.youtube.com/channel/UCAEvGGmhos4hKtNBu1-rylA

Like us:
Facebook: https://www.facebook.com/SonyMusicIndia

Follow us:
Twitter: https://twitter.com/sonymusicindia
G+: https://plus.google.com/+SonyMusicIndiaDoston
Ab aap jo sunenge
Yeh gaana hi nahi

Ek kahani bhi hai
Haan sachi kahani
Ek Don ki kahani

Sachi yeh kahani hai
Sunn lo meri jaan

Kahin ek shehar mein
tha ek naujawan

Sacha seedha saada sa
Pyaara insaan

Kya kahoon woh bana
Ahh Ahh
Kaise Don
Kaise Don

Sachi yeh kahani hai
Sunn lo meri jaan

Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan

Sacha seedha saada sa
Pyaara insaan

Kya kahoon woh bana
Ahh Ahh
Kaise Don
Kaise Don

La La La La
La La La La
La La La La

Rozi ke liye
jahan jahan jaata woh

Thokar hi sada
wahan wahan
pata woh

Rozi ke liye
jahan jahan
jaata woh

Thokar hi sada
wahan wahan
pata woh

Par woh jawan tha
Irade ka jawan

Chhod diya aakhir
Shareefon ka jahan

Par woh jawan tha
Irade ka jawan

Chhod diya aakhir
Shareefon ka jahan

Jis din se
woh Don ban gaya
Darne lage log
aisa toofan ban gaya

Aur kya kahoon main
Sara jahan tha
uske kadmon mein

Yun toh jo bhi chaha
woh mila par dil ka
gull na khila

Dil ki khushi toh
milti jo pyaar usse karta
Ahh Ahh
Yeh jahan
Yeh jahan

Sachi yeh kahani hai
Sunn lo meri jaan

Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan

Sacha seedha saada sa
Pyaara insaan

Kya kahoon woh bana
Ahh Ahh
Kaise Don

Don Don
Don Don
Kaise Don

Ahhh Ahhh
Ahhh Ahhh
Ahhh Ahhh
Ahhh Ahhh

Aage
kya kahoon
Uski
kahaniyan

Jali hain sada
aison ki
jawaniyan

Aage kya kahoon
Uski kahaniyan

Jali hain sada
aison ki jawaniyan

Apno ne bhi toh
Na kiya usse pyaar

Roothi rahi sada
Mohabbat ki bahaar

Apnon ne bhi toh
Na kiya usse pyar

Roothi rahi sada
Mohabbat ki bahaar

Logon mein aata
Jab kabhi
Hansta hansata
jab kabhi

Dekhne wale ko
hota tha
Uss hassi pe rone
Ehh Ehh
Ka gumaan
Ka gumaan

Sachi yeh kahani hai
Sunn lo meri jaan

Kahin ek shehar mein
Tha ek naujawan

Sacha seedha
saada sa
Pyaara insaan

Kya kahoon woh bana
Ahh Ahh
Kaise Don

Don Don Don
Kaise Don
Don Don Don
Kaise Don
Don Don Don
Kaise Don
"

http://vevo.ly/oF55fV
Disclaimer DMCA