♫musicjinni

Sawan Ka Mahina (Lyrics) | Milan | Sunil Dutt and Nutan | Mukesh and Lata Mangeshkar | LyricalMusic

video thumbnail
Enjoy the Bollywood song "Sawan Ka Mahina" with English lyrics, sung by "Mukesh and Lata Mangeshkar" from the movie "Milan"

Song - Sawan Ka Mahina
Movie - Milan (1967)
Artist - Mukesh and Lata Mangeshkar
Music Director - Laxmikant Pyarelal
Lyricist - Anand Bakshi
Star Cast - Sunil Dutt and Nutan
Director - Adurthi Subba Rao

Lyrics -
Savan Ka Mahina Pavan Kare Sor
Savan Ka Maheena Pavan Kare Shor
Pavan Kare Sor
Pavan Kare Shor
Are Baba Shor Nahin Sor Sor Sor

Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Savan Ka Maheena Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor
Savan Ka Maheena Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Rama Gajab Dhaaye Ye Purbaiya
Naiya Sambhalo Kit Khoye Ho Khivaiya
Rama Gajab Dhaaye Ye Purbaiya
Naiya Sambhalo Kit Khoye Ho Khivaiya
Hoye Purvaiya Ke Aage Chale Na Koi Jor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Ho ....Savan Ka Maheena Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Maujava Kare Kya Jaane Humko Ishara
Jana Kahaan Hai Poochhe Nadiya Ki Dhara
Maujava Kare Kya Jaane Humko Ishara
Jana Kahaan Hai Poochhe Nadiya Ki Dhara
Marji Hai Tumhari Le Jaao Jis Or
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Ho ....Savan Ka Maheena Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Jinke Balam Bairi Gaye Hain Bideshva
Aai Hai Leke Unke Pyar Ka Sandeshva
Jinke Balam Bairi Gaye Hain Bideshva
Aai Hai Leke Unke Pyar Ka Sandeshva
Kaari Matvari Ghataaen Ghanghor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor

Savan Ka Maheena Pavan Kare Sor
Jiyra Re Jhoome Aise Jaise Banma Naache Mor
Jiyra Re Jhoome Re Aise Re Jaise Banma Naache Mor

Subscribe to Lyrical Music and press the Bell (🔔) icon to join the notification squad and stay updated with new uploads

Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
Details

Thanks for watching the video.
Disclaimer DMCA